Monday, July 29, 2013

Breaking Meows 2




Nirdosh, madraate khatre se anjaan, Priyamvada kar rahi thi tortilla chips ka naashta. 

Billi ke zahan pe hui aaghaat ki tortilla usko kyun nhi mila.

Billi ne Priyamvada ke mooh se cheena tortilla ka nivala! 

Apne khaane ko haath tak nahi lagaya-





No comments:

Post a Comment