Monday, July 29, 2013

Breaking Meows 2




Nirdosh, madraate khatre se anjaan, Priyamvada kar rahi thi tortilla chips ka naashta. 

Billi ke zahan pe hui aaghaat ki tortilla usko kyun nhi mila.

Billi ne Priyamvada ke mooh se cheena tortilla ka nivala! 

Apne khaane ko haath tak nahi lagaya-





Monday, July 22, 2013

Breaking Meows


Billi ne machai tabahi.
Hui ironing board se zabardast mutbhed. 
Ironing board, iron aur lamp ko hamle mein hua bhaari nuksaan. Unhe sarkari haspatal mein bharti karaye jaane ki baat uthi.
Billi jabda phaad ke hasti paayi gyi.